Mufti Rafi Usmani : "Bachon Ka Imaan Agar Mehfoz Nahi To Hijrat Aap Per Farz He" Bayan At Germany 2012

Mufti-e-Azam Pakistan Hazrat Mufti Rafi Usmani Damat Barakatuhum bayan "Bachon Ka Imaan Agar Mehfoz Nahi To Hijrat Aap Per Farz He" while his recent visit to germany in sep 2012.

Comments

Zeeshan Shaikh said…
Hijrat kahan kee jae kaun sa country hai jahan emaan kee hifazat ho, pakistan kee tabahi Kuchh Aalim aur mufti sahibaan jo neend main gum hain aur duniyaa kamane main lage hue hain kiyaa us pakistan main jaaen, kyaa islamic jamhoriyaa pakistan, Court, president, prime minister, governor yeh islamic governments hotee hain ya qazi aur khilafat hotee hai.?
Zeeshan Shaikh said…
Emaan ab pakistan main bhee mehfooz nahin hain. Tabligh walon main bhee ab emaan nahin raha, agar seh roza lagane aur 40 din lagane ke baad duniyaa main wohi kaam kare jo aik aam aadmi kartaa hai, tau kyaa farq reh jaataa hai, deen zindagi main aane aur Allah ka deen phelaane ke baawojood Yahoodi law ke under main kaam karain tau kyaa faeda.
saaqijanan said…
allah hm sub k eman ko mehfooz kare zeeshan sahab allah jis c chahe usi tofeeq dita likin dil may talab honi chaee
Unknown said…
pakistan men jan mehfoz nhe tu eman tu mehfoz hy mery bhai eman ko tu koi khutra nhe